Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAdalat (1976)
HomeAdalat (1976)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


behna o behna teri doli main sajaaunga behna o behna teri doli main sajaaunga teri jaayegi baraat hogi aankhon mein barsaat hans hans ke main dukhada bidaai ka chhupaunga behna o behna teri doli main sajaaunga meri gudiya jaisi behna meri gudiya jaisi behna tu to hai iss ghar ka gehna ja ke tu sasural mein apne seeta jaisi ban ke rehna behna o behna teri doli main sajaaunga teri jaayegi baraat hogi aankhon mein barsaat hans hans ke main dukhada bidaai ka chhupaunga behna o behna teri doli main sajaaunga jeevan mein tu sab sukh paana jeevan mein tu sab sukh paana sadaa sukhi sasuraal mein rehna sukh ke us jeevan mein humko bhool na jaana pyaari behna behna o behna teri doli main sajaaunga behna o behna teri doli main sajaaunga teri jaayegi baraat hogi aankhon mein barsaat hans hans ke main dukhada bidaai ka chhupaunga behna o behna teri doli main sajaaunga
hey do din ki jawaani mein bhi agar do din ki jawaani mein bhi agar jeene ka maza na liya to phir kya kiya to phir kya kiya to phir kya kiya zulfon ke haseen saaye mein sanam har pal ko tu rangin bana baahon ke jawan ghere mein zara aa jhoom ke tu aa bhi ja dil akhir wo kis kaam ka haiiiii dil akhir wo kis kaam ka hai jo kabhi diya na liya na liya to phir kya kiya to phir kya kiya jeene ko yahan jeete hain sabhi par wo jeete jee mar gaye jo pyaar kisi se kar na sake aur duniya se jo dar gaye is pyaar ko duniya jurm kaheee is pyaar ko duniya jurm kahe kya badon ne wo nahin kiya nahin kiya to phir kya kiya to phir kya kiya to phir kya kiya
humka aisa waisa na samjho hum bade kaam ki cheez humka aisa waisa na samjho hum bade kaam ki cheez o baabu bade kaam ki cheez kaun bura hai kaun bhala hai are kaun bura hai kaun bhala hai hum ka hai tameez humka aisa waisa na samjho hum bade kaam ki cheez o baabu bade kaam ki cheez are ek din hum gaye jungle ma are ek din hum gaye jungle ma uhan mil gaye hamka daaku sasura mil gaye humka daaku kisi ke haath ma barchha bhaala kisi ke haath ma chaaku ha ha kisi ke haath ma chaaku humne puchha are humne puchha kitne ho tum tab wo bole das aisa haath jamaaya do gaj dharti ma gaye dhas dhas dhas humka aisa waisa na samjho hum bade kaam ki cheez humka aisa waisa na samjho hum bade kaam ki cheez o baabu bade kaam ki cheez are ik din apne gaon ma are ik din apne gaon ma ik mem shehar se aayi ik mem shehar se aayi dekh ke apni mast jawaani man ma woh muskaayi are man ma woh muskaayi bade pyaar se are bade pyaar se usne humka diya gulaabi phool haath jod kar phir woh boli
ho tum se door rehke ho tum se door rehke humne jaana pyaar kya hai dil ne maana yaar kya hai ho tum se door rehke ho tum se door rehke humne jaana pyaar kya hai dil ne maana yaar kya hai ho ho tum se door rehke tum ko paake na pehlu mein lagta thaa yun jite hain kis liye aur zinda hain kyun hum bhi rahte the bechain se har ghadi bin tumhare to viraan thi zindagi bin tumhare to viraan thi zindagi ho tum se door rehke ho tum se door rehke duriyaan kis liye mil gaye hain jo hum ab to hone do armaan pure sanam waqt aane pe meet jayengi duriyaan jab na hongi zamane ki majbooriyaan jab na hongi zamane ki majbooriyaan ho tum se door rehke ho tum se door rehke
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Behna O Behna Adalat (1976) 04:20 18162
 
Poster of Adalat (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Waheeda Rehman, Others
Duration : 04:20   Song Number : 18162   

Do Din Ki Jawaani Adalat (1976) 02:39 37035
 
Poster of Adalat (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
K J Yesudas
Duration : 02:39   Song Number : 37035   

Humka Aisa Waisa Adalat (1976) 03:00 39106
 
Poster of Adalat (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 03:00   Song Number : 39106   

Tum Se Door Rehke Adalat (1976) 03:31 21388
 
Poster of Adalat (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Neetu Singh
Duration : 03:31   Song Number : 21388